SEARCH RESULTS
Showing search results for "jism"
Ghazal MATCHES FOR "jism"
Ghazal
us ke hii baazu.o.n me.n aur us ko hii sochte rahe
jism kii KHvaahisho.n pe the ruuh ke aur jaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
jalaa hai jism jahaa.n dil bhii jal gayaa hogaa
kuredte ho jo ab raakh justujuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
vo sitaara hai chamakne do yuu.nhii aa.nkho.n me.n
kyaa zaruurii hai use jism banaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
pe.D ke kaaTne vaalo.n ko ye maaluum to thaa
jism jal jaa.e.nge jab sar pe na saaya hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
ye bhii ba.Daa karam hai salaamat hai jism abhii
ai KHusravaan-e-shahr qabaa.e.n mujhe na do
Ahmad Faraz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n nazar bhar ke tire jism ko jab dekhtaa huu.n
pahlii baarish me.n nahaayaa saa shajar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
kyaa tiraa jism tire husn kii hiddat me.n jalaa
raakh kis ne tirii sone kii sii ra.ngat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
jism se saath nibhaane kii mat ummiid rakho
is musaafir ko to raste me.n Thahar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
allaah-rii jism-e-yaar kii KHuubii ki KHud-ba-KHud
rangiiniyo.n me.n Duub gayaa pairahan tamaam