'aurat
apnii god me.n bahiira-e-ruum rakhne
vaalii 'aurat
tum vaahid chiiKH ho
KHaamushii kaa vaahid maqaam
mil ga.ii hai merii aavaaz me.n mirii khaal
aur khaal me.n merii aavaaz
merii khi.Dkiyo.n ke darmiyaan
aur taariikii ta'ayyun ke baGair aatii hai
mai.n tumhaare maqaam ko dekhtaa huu.n aur phir apne aap ko
tum vaahid gaa.ikii ho
tum mujhe us vaqt bhii gaatii ho
jab mai.n bilkul chup hotaa huu.n
aur tum ho vaahid KHaamoshii
apnii god me.n bahiira-e-ruum rakhne
vaalii 'aurat
tum vaahid chiiKH ho
KHaamushii kaa vaahid maqaam
mil ga.ii hai merii aavaaz me.n mirii khaal
aur khaal me.n merii aavaaz
merii khi.Dkiyo.n ke darmiyaan
aur taariikii ta'ayyun ke baGair aatii hai
mai.n tumhaare maqaam ko dekhtaa huu.n aur phir apne aap ko
tum vaahid gaa.ikii ho
tum mujhe us vaqt bhii gaatii ho
jab mai.n bilkul chup hotaa huu.n
aur tum ho vaahid KHaamoshii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.