Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

merii nazm

Translated By: Akash Arsh

Surjit Patar

Surjit Patar

merii nazm

Surjit Patar

MORE BYSurjit Patar

    merii maa.n ko merii nazm samajh nahii.n aa.ii

    garche vo merii maadarii zabaa.n me.n likhii hu.ii thii

    vo to sirf ye samjhii

    mere beTe kii ruuh ko kuchh Gam hai

    lekin mere hote hu.e bhii

    is ke paas kahaa.n se aaya Gam?

    nazar ga.Daa ke dekhii

    merii an-pa.Dh maa.n ne merii nazm

    dekho logo

    kokh ke jaa.e

    chho.D ke maa.n ko

    kaaGaz se dukh kahte hai.n

    merii maa.n ne us kaaGaz ko uThaa ke lagaa liyaa siine se

    KHabre yuu.n hii

    kuchh qariib aa jaa.e mere

    meraa jaayaa

    merii maa.n ko merii nazm samajh nahii.n aa.ii

    garche vo merii maadarii zabaa.n me.n likhii hu.ii thii

    vo to sirf ye samjhii

    mere beTe kii ruuh ko kuchh Gam hai

    lekin mere hote hu.e bhii

    is ke paas kahaa.n se aaya Gam?

    nazar ga.Daa ke dekhii

    merii an-pa.Dh maa.n ne merii nazm

    dekho logo

    kokh ke jaa.e

    chho.D ke maa.n ko

    kaaGaz se dukh kahte hai.n

    merii maa.n ne us kaaGaz ko uThaa ke lagaa liyaa siine se

    KHabre yuu.n hii

    kuchh qariib aa jaa.e mere

    meraa jaayaa

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now