central jail
mazduurii ek achchhaa pesha hai
vo apne haatho.n kii roTii khaataa hai
haalaa.nki mai.n ziyaada-tar bhuukaa rahtaa huu.n
mai.n jhuuTh aur burii baate.n bhii suntaa huu.n
kabhii-kabhii mai.n bekaar bhii rahtaa huu.n
phir bhii mai.n ye maan.ne ko
bilkul tayyaar nahii.n ki
mai.n aisii imaarat banaa.uu.n
jis ke darvaaze par kisii din likhaa jaa.e -

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.