mai.n pa.Dhnaa chaahuu.ngaa
mai.n pa.Dhnaa chaahuu.ngaa
un nazmo.n me.n se ek
jinho.nne mujhe shaa'irii kii or raaGib kiyaa
ek misra' bhii yaad nahii.n
yaa ye ki unhe.n kahaa.n talaash karuu.n
Thiik yahii
hu.aa paiso.n
la.Dkiyo.n aur der shaam kii baat-chiit kaa
kahaa.n hai.n vo nazme.n
jo mujhe har us chiiz se duur le ga.ii.n
jis se mai.n pyaar kartaa thaa
yahaa.n kha.Daa rahne ke liye
na.ngaa, tumhe.n Dhuu.nDhne ke KHayaal ke saath

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.