mere dard ghuumte hai.n
mere dard ghuumte hai.n
kaaGaz par
paaltii maare mai.n ye
sochtaa huu.n
laa-vaaris
KHvaab haqiiqat me.n buu suu.nghte hai.n
merii zindagii kii qatra qatra
merii zabaan ke liye shahvat
mere jism ke liye fikr
mere dimaaG ke liye kul milaa kar
mere daa.nt bhii KHaraab ho ga.e hai.n
jazbe za.ng-aaluud sin
ab mujhe KHuub mahsuus ho rahaa hai
mere dil par kyaa kyaa guzar rahii hai
in mushkilo.n kii nihaayat nahii.n mushkilo.n ko
thuuk kar baar-baar ye aisii kaisii TuuTan
ise sahne ke liye quvvat do aisii minnat kis se karuu.n
mere dard ghuumte hai.n
kaaGaz par
paaltii maare mai.n ye
sochtaa huu.n
laa-vaaris
KHvaab haqiiqat me.n buu suu.nghte hai.n
merii zindagii kii qatra qatra
merii zabaan ke liye shahvat
mere jism ke liye fikr
mere dimaaG ke liye kul milaa kar
mere daa.nt bhii KHaraab ho ga.e hai.n
jazbe za.ng-aaluud sin
ab mujhe KHuub mahsuus ho rahaa hai
mere dil par kyaa kyaa guzar rahii hai
in mushkilo.n kii nihaayat nahii.n mushkilo.n ko
thuuk kar baar-baar ye aisii kaisii TuuTan
ise sahne ke liye quvvat do aisii minnat kis se karuu.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.