tasbiih
akelaa baiThaa hu.aa huu.n yahaa.n chaltii raah ke kinaare
jo bhor ke samay sa.ngiit kii naav ko khe kar dilo.n ke ghaaT par le aa.e
raushnii aur parchhaa.ii.n ke qadiim ra.ng-manch par
shaam kii parchhaa.ii.n me.n vo aahista se Gaa.eb ho jaate hai.n
aaj vo aa.e merii duniyaa-e-KHvaab ke darvaaze ko ghere hu.e
khole hu.e sur vaale sab dukh-dard apne iktaaraa ko Dhuu.nDhte phirte hai.n
pahar ke pahar biit.te rahte hai.n baiThe baiThe sirf gintaa rahtaa huu.n
KHaamosh jap maalaa tasbiih kii aavaazo.n ko
taariikii kii sarhado.n par

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.