Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ali Sardar Jafri's Photo'

Ali Sardar Jafri

1913 - 2000 | Mumbai, India

One of the most celebrated progressive poets, literary critic, public intellectual and editor.Contemporary of Faiz Ahmad Faiz. Recipient of Gyanpeeth Award. Produced documentaries on Urdu poetry.

One of the most celebrated progressive poets, literary critic, public intellectual and editor.Contemporary of Faiz Ahmad Faiz. Recipient of Gyanpeeth Award. Produced documentaries on Urdu poetry.

Ali Sardar Jafri

Ghazal 46

Nazm 40

Sher-o-Shayari 21

kaam ab koī na aa.egā bas ik dil ke sivā

rāste band haiñ sab kūcha-e-qātil ke sivā

kaam ab koi na aaega bas ek dil ke siwa

raste band hain sab kucha-e-qatil ke siwa

inqalāb aa.egā raftār se māyūs na ho

bahut āhista nahīñ hai jo bahut tez nahīñ

inqalab aaega raftar se mayus na ho

bahut aahista nahin hai jo bahut tez nahin

  • Share this

sau milīñ zindagī se sauġhāteñ

ham ko āvārgī raas aa.ī

sau milin zindagi se saughaten

hum ko aawargi hi ras aai

  • Share this

purāne saal ThiThurī huī parchhā.iyāñ simTīñ

na.e din nayā sūraj ufuq par uThtā aatā hai

purane sal ki ThiThuri hui parchhaiyan simTin

nae din ka naya suraj ufuq par uThta aata hai

  • Share this

ye kis ne phone pe sāl-e-nau tahniyat mujh ko

tamannā raqs kartī hai taḳhayyul gungunātā hai

ye kis ne phone pe di sal-e-nau ki tahniyat mujh ko

tamanna raqs karti hai taKHayyul gungunata hai

  • Share this

Qita 58

Article 9

Short story 3

 

BOOKS 155

Image Shayari 5

 

Videos 16

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
"Sarhad" nazm by Ali Sardar Jafri

Ali Sardar Jafri

kabhi khandan kabhi giryan chaliye

Ali Sardar Jafri

Sardar Jafri Jasn e Faiz

Ali Sardar Jafri

Sardar Jafri recites -Shikast

Ali Sardar Jafri

shikasht-e-shauq ko

Ali Sardar Jafri

harf-e-aaKHir

ye aadmii kii guzargaah-e-shaahraah-e-hayaat Ali Sardar Jafri

mera safar

ham-chuu sabza baar-haa ro.iida-em Ali Sardar Jafri

nivaalaa

maa.n hai resham ke kaar-KHaane me.n Ali Sardar Jafri

niwaala

maa.n hai resham ke kaar-KHaane me.n Ali Sardar Jafri

shaikast-e-shauq ko takmiil-e-aarzuu kahiye

Ali Sardar Jafri

tiin sharaabii

zikr nahii.n ye farzaano.n kaa Ali Sardar Jafri

Audios 13

aqiide bujh rahe hai.n sham-e-jaa.n Gul hotii jaatii hai

kaam ab ko.ii na aa.egaa bas ik dil ke sivaa

shaikast-e-shauq ko takmiil-e-aarzuu kahiye

Recitation

RELATED Blog

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now