Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mohammad Aazam's Photo'

Mohammad Aazam

1941 | Bangalore, India

Mohammad Aazam

Ghazal 31

Nazm 8

Sher-o-Shayari 18

āsmānoñ meñ uḌā karte haiñ phūle phūle

halke logoñ ke baḌe kaam havā kartī hai

aasmanon mein uDa karte hain phule phule

halke logon ke baDe kaam hawa karti hai

apne jalne hamesha se tamāshā.ī huuñ

aag ye kis ne lagā.ī mujhe ma.alūm nahīñ

apne jalne ka hamesha se tamashai hun

aag ye kis ne lagai mujhe malum nahin

āñkhoñ meñ us maiñ ne āḳhir malāl dekhā

kin kin bulandiyoñ par apnā zavāl dekhā

aankhon mein us ki main ne aaKHir malal dekha

kin kin bulandiyon par apna zawal dekha

kuchh chhalaktā hai kuchh bikhartā hai

sab mile to bhī sab nahīñ miltā

kuchh chhalakta hai kuchh bikharta hai

sab mile to bhi sab nahin milta

vo kūdte uchhalte rangīn pairahan the

ma.asūm qahqahoñ meñ uḌtā gulāl dekhā

wo kudte uchhalte rangin pairahan the

masum qahqahon mein uDta gulal dekha

BOOKS 6

 

Videos 25

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Dekhha ke chale jaate the sab shauq ke maare

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Garan tha matn mushkil aur bhi tabeer padh lena

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Hafs e Talluq mein door na ja idhar udhar

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Hone ko ab kya dekhiye kya kuch hai aur kya kuch nahin

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Hum aadamzad jo hain Roz e Awwal se kami hai ye

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Kamaan sonp ke dushman ko apne lashkar ki

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Kuch garaz humko nahin hai ke kahan le jaaye

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Subuk mujhko mohabbat mein

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Talab karegi jaan aarzoo ki jaan aarzoo

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

Ye nashe aagahi khatarnak hai sar mein

One of the most prominent contemporary ghazal poet in India. Mohammad Azam reciting his ghazals at Rekhta Studio. Mohammad Aazam

dekhaa ki chale jaate the sab shauq ke maare

Mohammad Aazam

giraa.n thaa matn mushkil aur bhii ta.abiir pa.Dh lenaa

Mohammad Aazam

gudaaz tak hii KHaraabii hunar sambhaalegaa

Mohammad Aazam

ha.nsii me.n Taal rahe ho tum us ke rone ko

Mohammad Aazam

habs ta.alluqaat me.n duur na jaa idhar udhar

Mohammad Aazam

ham aadam-zaad jo hai.n roz-e-avval se kamii hai ye

Mohammad Aazam

hone ko ab kyaa dekhiye kyaa kuchh hai aur kyaa kuchh nahii.n

Mohammad Aazam

ik nashtar-e-nigaah hai is se ziyaada kyaa

Mohammad Aazam

kamaan sau.np ke dushman ko apne lashkar kii

Mohammad Aazam

kuchh Garaz ham ko nahii.n hai ki kahaa.n le jaa.e

Mohammad Aazam

rakkhaa thaa jise dil me.n vo ab hai bhii nahii.n bhii

Mohammad Aazam

sab hai zer-e-bahs jo zaahir hai yaa poshiida hai

Mohammad Aazam

subuk mujh ko mohabbat me.n ye kaj-uftaad kartaa hai

Mohammad Aazam

talaf karegii kab tak aarzuu kii jaan aarzuu

Mohammad Aazam

ye nashsha-e-aagaahii KHatarnaak hai sar me.n

Mohammad Aazam

RELATED Blog

 

RELATED translators

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now