Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sameena Raja's Photo'

Sameena Raja

1958 - 2012 | Islamabad, Pakistan

Prominent woman poet, editor, translator & broadcaster from Pakistan

Prominent woman poet, editor, translator & broadcaster from Pakistan

Sameena Raja

Ghazal 16

Nazm 11

Sher-o-Shayari 4

shā.irī jhuuT sahī ishq fasāna sahī

zinda rahne ke liye koī bahāna sahī

shairi jhuT sahi ishq fasana hi sahi

zinda rahne ke liye koi bahana hi sahi

kyā kareñ aañkh agar us se sivā chāhtī hai

ye jahān-e-guzarāñ ā.ina-ḳhāna sahī

kya karen aankh agar us se siwa chahti hai

ye jahan-e-guzaran aaina-KHana hi sahi

safar shaam sitāra nasīb jaagā

phir āsmān-e-mohabbat pe ik hilāl khilā

safar ki sham sitara nasib ka jaga

phir aasman-e-mohabbat pe ek hilal khila

āb-e-hairāñ par kisī aks jaise jam gayā

aañkh meñ bas ek lamhe ke liye Thahrā ḳhayāl

aab-e-hairan par kisi ka aks jaise jam gaya

aankh mein bas ek lamhe ke liye Thahra KHayal

BOOKS 2

 

Audios 5

Dil mange hai mausam phir ummedon ka

Hum to yun uljhe ke bhoole aap hi apna khayal

Samundar ki janib se udti hawa mein

Recitation

RELATED translators

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now