- Index of Books 187860
-
-
Book Categories
-
Activities47
Children's Literature2056
Drama1019 Education373 Essays & Profiles1468 Fiction1683 Health103 History3524Humorous738 Journalism215 Language & Literature1952 Letters809
Life Style23 Medicine1018 Movements300 Novel5020 Political370 Religions4783Research & Criticism7269Short-story3045 Sketches291 Social issues118 Sufism / Mystic2251Text Books565 Translation4533Women's writings6352-
Book Categories
- Bait Bazi14
- Catalogue / Index5
- Couplets69
- Deewan1487
- Doha52
- Epics106
- Exegesis207
- Geet63
- Ghazal1313
- Haiku12
- Hamd52
- Humorous37
- Intikhab1643
- Keh mukarni7
- Kulliyat712
- Mahiya19
- Majmua5261
- Marsiya397
- Masnavi878
- Musaddas58
- Naat593
- Nazm1302
- Others77
- Paheli16
- Qasida196
- Qawwali18
- Qit'a70
- Quatrain306
- Quintuple16
- Rekhti13
- Remainders27
- Salaam35
- Sehra10
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama20
- Tareekh-Goi30
- Translation74
- Wasokht28
Baqar Mehdi
Article 14
Quote 19
Aazaadi ki khawaahish khud-ba-khud nahi paida hoti. Iske liye bada khoon paani karna padta hai, warna aksar log unhi raahon par chalte rahna pasand karte hain jin par unke walidain apne naqsh‑e‑paa chhod gaye hain.

Adab ki takhleeq ek ghareeb mulk mein pesha bhi nahi ban sakti aur is tarah beshtar adeeb-o-shaa'ir itvari musawwir (Sunday Painters) ki zindagi basar karte hain, yaani zaroori kaamon se fursat mili to padh-likh liya.

Ab Ghalib Urdu mein eik san'at (industry) ki haisiyat ikhtiyaar kar chuke hain. Ye itni badi aur phaili hui nahi jitni ki Europe aur America mein Shakespeare industry. Haan aahista‑aahista Ghalib bhi High Cultured Project mein dhal rahi hai. Ye koi shikaayat ki baat nahi hai. Har zabaan‑o‑adab mein eik na eik shaa'ir ya adeeb ko ye e’zaaz milta raha hai ki uske zariye se saikdon log baa-rozgaar ho jaate hain.

Khaka 2
Sher-o-Shayari 20
sailāb-e-zindagī ke sahāre baḌhe chalo
sāhil pe rahne vāloñ kā nām-o-nishāñ nahīñ
sailab-e-zindagi ke sahaare baDhe chalo
sahil pe rahne walon ka nam-o-nishan nahin
-
Share this
- See Ghazal
fāsle aise ki ik umr meñ tai ho na sakeñ
qurbateñ aisī ki ḳhud mujh meñ janam hai us kā
fasle aise ki ek umr mein tai ho na saken
qurbaten aisi ki KHud mujh mein janam hai us ka
-
Share this
- See Ghazal
jaane kyuuñ un se milte rahte haiñ
ḳhush vo kyā hoñge jab ḳhafā hī nahīñ
jaane kyun un se milte rahte hain
KHush wo kya honge jab KHafa hi nahin
-
Share this
- See Ghazal
aazmā lo ki dil ko chain aa.e
ye na kahnā kahīñ vafā hī nahīñ
aazma lo ki dil ko chain aae
ye na kahna kahin wafa hi nahin
-
Share this
- See Ghazal
Ghazal 34
Nazm 20
Rubai 30
BOOKS 40
Audios 20
ab KHaanumaa.n-KHaraab kii manzil yahaa.n nahii.n
aur ko.ii jo sune KHuun ke aa.nsuu ro.e
badal ke rakh de.nge ye tasavvur ki aadmii kaa vaqaar kyaa hai
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
-
Activities47
Children's Literature2056
-