Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Jameeluddin Aali's Photo'

Jameeluddin Aali

1925 - 2015 | Karachi, Pakistan

Famous for writing Dohas.

Famous for writing Dohas.

Jameeluddin Aali

Ghazal 42

Nazm 7

Sher-o-Shayari 10

koī va.ada vo kar jo puurā ho

koī sikka vo de ki jaarī ho

koi wada wo kar jo pura ho

koi sikka wo de ki jari ho

  • Share this

kuchh chhoTe chhoTe dukh apne kuchh dukh apne azīzoñ ke

in se jīvan bantā hai so jīvan ban jā.egā

kuchh chhoTe chhoTe dukh apne kuchh dukh apne azizon ke

in se hi jiwan banta hai so jiwan ban jaega

na tire sivā koī likh sake na mire sivā koī paḌh sake

ye hurūf-e-be-varaq-o-sabaq hameñ kyā zabān sikhā ga.e

na tere siwa koi likh sake na mere siwa koi paDh sake

ye huruf-e-be-waraq-o-sabaq hamein kya zaban sikha gae

tere ḳhayāl ke dīvār-o-dar banāte haiñ

ham apne ghar meñ bhī terā ghar banāte haiñ

tere KHayal ke diwar-o-dar banate hain

hum apne ghar mein bhi tera hi ghar banate hain

tum aise kaun ḳhudā ho ki umr bhar tum se

umiid bhī na rakhūñ nā-umīd bhī na rahūñ

tum aise kaun KHuda ho ki umr bhar tum se

umid bhi na rakhun na-umid bhi na rahun

Doha 21

bābū-gīrī karte ho ga.e 'ālī' ko do saal

murjhāyā vo phuul chehra bhūre paḌ ga.e baal

babu-giri karte ho gae 'ali' ko do sal

murjhaya wo phul sa chehra bhure paD gae baal

  • Share this

har ik baat meñ Daale hai hindū muslim baat

ye jaane alhaḌ gorī prem hai ḳhud ik zaat

har ek baat mein Dale hai hindu muslim ki baat

ye na jaane alhaD gori prem hai KHud ek zat

  • Share this

pyaar kare aur siskī bhare phir siskī bhar kar pyaar

kyā jaane kab ik ik kar ke bhaag ga.e sab yaar

pyar kare aur siski bhare phir siski bhar kar pyar

kya jaane kab ek ek kar ke bhag gae sab yar

  • Share this

shahr meñ charchā aam huā hai saath the ham ik shaam

mujhe bhī jāneñ tujhe bhī jāneñ log kareñ bad-nām

shahr mein charcha aam hua hai sath the hum ek sham

mujhe bhi jaanen tujhe bhi jaanen log karen bad-nam

  • Share this

urdu vaale hindī vaale donoñ hañsī uḌā.eñ

ham dil vaale apnī bhāshā kis kis ko sikhlā.eñ

urdu wale hindi wale donon hansi uDaen

hum dil wale apni bhasha kis kis ko sikhlaen

  • Share this

BOOKS 162

Image Shayari 4

 

Videos 26

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Jameeluddin Aali

Jameeluddin Aali

Jameeluddin Aali

Jameeluddin Aali

Aali recites his ghazal "Gilla Nahin Jo Be Da Nawar Guzre Hein"

Jameeluddin Aali

Aali recites his Ghazal "Tou Kiya Wo Humko Herr Ik Jurm Ki Saza De Ga"

Jameeluddin Aali

Aalijee recites his ghazal he wrote in 1980 for his wife Tayyaba on their 67th wedding anniversary on 30th September-2011

Jameeluddin Aali

At a mushaira

Jameeluddin Aali

Great doha in Aali sahib's unique style.

Jameeluddin Aali

Jameeluddin Aali in Houston-2000

Jameeluddin Aali

Jameeluddin Aali in Houston-2000(Jeevay Pakistan)

Jameeluddin Aali

Jamil-uddin Aali - Doaha aur Ghazal

Jameeluddin Aali

Jamiluddin Aali 20 Jan-X.AVI

Jameeluddin Aali

Jamiluddin Aali in Mehfil e Mushaira held at Michigan, USA

Jameeluddin Aali

Jamiluddin Aali Recites His CLASSIC Ghazal of 1978

Jameeluddin Aali

Reciting own poetry

Jameeluddin Aali

More Authors From "Karachi"

Recitation

Speak Now