Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Moid Rasheedi's Photo'

Moid Rasheedi

1988 | Aligarh, India

Prominent upcoming poet and critic. Recipient of Sahitya Academy's Yuva Puraskar.

Prominent upcoming poet and critic. Recipient of Sahitya Academy's Yuva Puraskar.

Moid Rasheedi

Ghazal 36

Sher-o-Shayari 146

chand yādoñ ke diye thoḌī tamanna kuchh ḳhvāb

zindagī tujh se ziyāda nahīñ māñgā ham ne

chand yaadon ke diye thoDi tamanna kuchh KHwab

zindagi tujh se ziyaada nahin manga hum ne

us baar ujāloñ ne mujhe gher liyā thā

is baar mirī raat mire saath chalī hai

us bar ujalon ne mujhe gher liya tha

is bar meri raat mere sath chali hai

mujh ko paane tamanna meñ vo ġharqāb huā

maiñ ne sāhil tamanna meñ use khoyā hai

mujh ko pane ki tamanna mein wo gharqab hua

main ne sahil ki tamanna mein use khoya hai

  • Share this

jo bichhaḌ gayā vo milā nahīñ ye savāl thā

jo milā nahīñ vo bichhaḌ gayā ye kamāl hai

jo bichhaD gaya wo mila nahin ye sawal tha

jo mila nahin wo bichhaD gaya ye kamal hai

  • Share this

ye hijratoñ ke tamāshe, ye qarz rishtoñ ke

maiñ ḳhud ko joḌte rahne meñ TuuT jaatā huuñ

ye hijraton ke tamashe, ye qarz rishton ke

main KHud ko joDte rahne mein TuT jata hun

BOOKS 6

 

Image Shayari 1

 

Videos 11

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Aanokhon mein shab utar gai, Khwaabon ka silsila raha

Moid Rasheedi

Dekhle meri jaan kitna hai

Moid Rasheedi

Dil ye kehta hai ke haar kar dekhen

Moid Rasheedi

Ek hungama shab o roz bapa rehta hai

Moid Rasheedi

Faseel e shehar se kyun sab ke sab nikal aaye

Moid Rasheedi

Ishq mein lazzat e aazar nikal aati hai

Moid Rasheedi

Khala me dekhta rehta hai Kya pukarta hai

Moid Rasheedi

Main ek nadi hoon meri zaat ek samundar hai

Moid Rasheedi

Moid Rashidi

Moid Rashidi (from Delhi) is a Poet, critic and recipient of Sahitya Akademy Yuva Puruskar. Poet, critic and recipient of Sahitya Akademy Yuva Puruskar, Moid is well-regarded for his literary criticism in Urdu world. Moid Rasheedi

Ye mojaza hai ki main raat kaat deta hoon

Moid Rasheedi

duroon e zaat hujoom e azaab thehra hai

Moid Rasheedi

Audios 3

aaj kuchh suurat-e-aflaak judaa lagtii hai

daruun-e-zaat hujuum-e-azaab Thahraa hai

mai.n ko.ii dasht mai.n diivaar nahii.n kar saktaa

Recitation

 

More Authors From "Aligarh"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now