Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Parveen Shakir's Photo'

Parveen Shakir

1952 - 1994 | Karachi, Pakistan

One of the most popular Urdu poets who gave expression to feelings and experiences specific to women

One of the most popular Urdu poets who gave expression to feelings and experiences specific to women

Parveen Shakir

Ghazal 84

Nazm 39

Sher-o-Shayari 110

vo to ḳhush-bū hai havāoñ meñ bikhar jā.egā

mas.ala phuul hai phuul kidhar jā.egā

wo to KHush-bu hai hawaon mein bikhar jaega

masala phul ka hai phul kidhar jaega

husn ke samajhne ko umr chāhiye jānāñ

do ghaḌī chāhat meñ laḌkiyāñ nahīñ khultīñ

husn ke samajhne ko umr chahiye jaanan

do ghaDi ki chahat mein laDkiyan nahin khultin

maiñ sach kahūñgī magar phir bhī haar jā.ūñgī

vo jhuuT bolegā aur lā-javāb kar degā

main sach kahungi magar phir bhi haar jaungi

wo jhuT bolega aur la-jawab kar dega

itne ghane bādal ke pīchhe

kitnā tanhā hogā chāñd

itne ghane baadal ke pichhe

kitna tanha hoga chand

kuchh to havā bhī sard thī kuchh thā tirā ḳhayāl bhī

dil ko ḳhushī ke saath saath hotā rahā malāl bhī

kuchh to hawa bhi sard thi kuchh tha tera KHayal bhi

dil ko KHushi ke sath sath hota raha malal bhi

Qita 1

 

BOOKS 27

Image Shayari 28

Videos 59

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Parveen Shakir

Parveen Shakir

Parveen Shakir

Parveen Shakir

Parveen Shakir

Ab itni saadgi laayen kahaan se

Parveen Shakir

Baab-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko hai

Parveen Shakir

baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa

Parveen Shakir

baarish hu.ii to phuulo.n ke tan chaak ho ga.e

Parveen Shakir

kuchh faisla to ho ki kidhar jaanaa chaahiye

Parveen Shakir

kuchh faisla to ho ki kidhar jaanaa chaahiye

Parveen Shakir

kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii

Parveen Shakir

Sanaey Anjum o Tasbeehe

Parveen Shakir

shauq-e-raqs se jab tak u.ngliyaa.n nahii.n khultii.n

Parveen Shakir

taaza mohabbato.n kaa nasha jism-o-jaa.n me.n hai

Parveen Shakir

Taza mohabbaton ka maza

Parveen Shakir

Parveen Shakir

ab bhalaa chho.D ke ghar kyaa karte

Parveen Shakir

ab itnii saadgii laa.e.n kahaa.n se

Parveen Shakir

baab-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko hai

Parveen Shakir

baab-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko hai

Parveen Shakir

baKHt se ko.ii shikaayat hai na aflaak se hai

Parveen Shakir

bakht se koi shikayat hai na aflaak se hai

Parveen Shakir

chalne ka hausla nahi rukna muhaal kar diya

Parveen Shakir

chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa

Parveen Shakir

harf e taza nai khushboo me likha chahta hai

Parveen Shakir

KHayaal-o-KHvaab hu.aa barg-o-baar kaa mausam

Parveen Shakir

kuch to kawa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi

Parveen Shakir

kuchh to havaa bhii sard thii kuchh thaa tiraa KHayaal bhii

Parveen Shakir

shab vahii lekin sitaara aur hai

Parveen Shakir

taaza mohabbato.n kaa nasha jism-o-jaa.n me.n hai

Parveen Shakir

Audios 32

apni ruswai tere nam ka charcha dekhun

apnii tanhaa.ii mire naam pe aabaad kare

ashk aa.nkh me.n phir aTak rahaa hai

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED Authors

More Authors From "Karachi"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now