Sher of Rafiq Raaz
tū mere sajdoñ kī laaj rakh le shu.ūr-e-sajda nahīñ hai mujh ko
ye sar tire āstāñ se pahle kisī ke aage jhukā nahīñ hai
tu mere sajdon ki laj rakh le shuur-e-sajda nahin hai mujh ko
ye sar tere aastan se pahle kisi ke aage jhuka nahin hai
ruuh meñ jis ne ye dahshat sī machā rakkhī hai
us kī tasvīr gumāñ bhar to banā sakte haiñ
ruh mein jis ne ye dahshat si macha rakkhi hai
us ki taswir guman bhar to bana sakte hain
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
qātil ko raushnī meñ dikhā.ī diyā na maiñ
aisī chamak thī ḳhanjar-e-burrāñ meñ bach gayā
qatil ko raushni mein dikhai diya na main
aisi chamak thi KHanjar-e-burran mein bach gaya
siyāh dasht kī jānib safar dobāra kiyā
na jaane qaaf kī pariyoñ ne kyā ishāra kiyā
TRANSLATION
Once again, towards the dark forrest I traversed,
I know not what fairies of the Caucasus gestured.
Sagar Akbarabadi
siyah dasht ki jaanib safar dobara kiya
na jaane qaf ki pariyon ne kya ishaara kiya
TRANSLATION
Once again, towards the dark forrest I traversed,
I know not what fairies of the Caucasus gestured.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download