aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1921 - 1980 | Mumbai, India
Leading progressive Indian poet and celebrated film-lyricist. Popular for his writings against social injustice and backwardness in society
aap daulat ke taraazuu me.n dilo.n ko taule.n
ta.ng aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
vaise to tumhii.n ne mujhe barbaad kiyaa hai
tujh ko KHabar nahii.n magar ik saada-lauh ko
mai.n zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
mataa-e-Gair
na mu.nh chhupaa ke jiye ham na sar jhukaa ke jiye
jahaa.n jahaa.n tirii nazro.n kii os Tapkii hai
miltii hai zindagii me.n mohabbat kabhii kabhii
ye mahlo.n ye taKHto.n ye taajo.n kii duniyaa
lahu nazr de rahii hai hayaat
dekhaa hai zindagii ko kuchh itne qariib se
jab tum se mohabbat kii ham ne tab jaa ke kahii.n ye raaz khulaa
ko.ii to aisaa ghar hotaa jahaa.n se pyaar mil jaataa
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
hazaar barq gire laakh aa.ndhiyaa.n uTThe.n
tujhe bhulaa de.nge apne dil se ye faisla to kiyaa hai lekin
maanaa ki is zamii.n ko na gulzaar kar sake
dil ke mu.aamale me.n natiije kii fikr kyaa
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
phir kho na jaa.e.n ham kahii.n duniyaa kii bhii.D me.n
abhii zinda huu.n lekin sochtaa rahtaa huu.n KHalvat me.n
tumhaaraa naam kisii ajnabii ke lab par thaa
bas ab to daaman-e-dil chho.D do bekaar ummiido
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books