Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shabnam Shakeel's Photo'

Shabnam Shakeel

1942 - 2013 | Karachi, Pakistan

A poet who deeply expresses feminist consciousness in her poetry

A poet who deeply expresses feminist consciousness in her poetry

Sher of Shabnam Shakeel

ab mujh ko ruḳhsat honā hai ab merā hār-siñghār karo

kyuuñ der lagātī ho sakhiyo jaldī se mujhe tayyār karo

ab mujh ko ruKHsat hona hai ab mera haar-singhaar karo

kyun der lagati ho sakhiyo jaldi se mujhe tayyar karo

chalte rahe to kaun apnā kamāl thā

ye vo safar thā jis meñ Thaharnā muhāl thā

chalte rahe to kaun sa apna kamal tha

ye wo safar tha jis mein Thaharna muhaal tha

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now