Sher of Sher Singh Naaz Dehlvi
chuum kar aayā hai ye dast-e-hinā.ī aap kā
kyuuñ na rakkhūñ maiñ kaleje se lagā kar tiir ko
chum kar aaya hai ye dast-e-hinai aap ka
kyun na rakkhun main kaleje se laga kar tir ko
nigah-e-lutf meñ hai uqda-kushā.ī muzmar
kaam bigḌe hue bandoñ ke sañvar jaate haiñ
nigah-e-lutf mein hai uqda-kushai muzmar
kaam bigDe hue bandon ke sanwar jate hain
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
bātoñ meñ DhūñDte haiñ vo pahlū malāl kā
matlab ye hai ki zikr na aa.e visāl kā
TRANSLATION
An angle of regret she searches in whatever I say,
So that the topic of coition may always be kept at bay.
Sagar Akbarabadi
baaton mein DhunDte hain wo pahlu malal ka
matlab ye hai ki zikr na aae visal ka
TRANSLATION
An angle of regret she searches in whatever I say,
So that the topic of coition may always be kept at bay.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download