Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Zulfiqar Ali Bukhari's Photo'

Zulfiqar Ali Bukhari

1904 - 1975

Sher of Zulfiqar Ali Bukhari

besh-tar ḳhudā paayā aur barmalā paayā

ham ne tere bandoñ ko tujh se bhī sivā paayā

besh-tar KHuda paya aur barmala paya

hum ne tere bandon ko tujh se bhi siwa paya

mere ġham talḳhiyoñ is se kuchh andāza kar

mujh ko mai-noshī se bhī inkār hai tere baġhair

mere gham ki talKHiyon ka is se kuchh andaza kar

mujh ko mai-noshi se bhi inkar hai tere baghair

jis raah se uThā huuñ vahīñ baiTh jā.ūñgā

maiñ kārvāñ gard-e-safar huuñ zarā Thahar

jis rah se uTha hun wahin baiTh jaunga

main karwan ki gard-e-safar hun zara Thahar

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now