Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Majeed Amjad's Photo'

Majeed Amjad

1914 - 1974 | Punjab, Pakistan

One of the founding-fathers of modern Urdu poetry.

One of the founding-fathers of modern Urdu poetry.

Majeed Amjad

Ghazal 36

Nazm 49

Sher-o-Shayari 19

chāñdnī meñ sāya-hā-e-kāḳh-o-kū meñ ghūmiye

phir kisī ko chāhne aarzū meñ ghūmiye

chandni mein saya-ha-e-kaKH-o-ku mein ghumiye

phir kisi ko chahne ki aarzu mein ghumiye

kyā ruup dostī kyā rañg dushmanī

koī nahīñ jahāñ meñ koī nahīñ kisī

kya rup dosti ka kya rang dushmani ka

koi nahin jahan mein koi nahin kisi ka

merī mānind ḳhud-nigar tanhā

ye surāhī meñ phuul nargis

meri manind KHud-nigar tanha

ye surahi mein phul nargis ka

tire ḳhayāl ke pahlū se uTh ke jab dekhā

mahak rahā thā zamāne meñ chār-sū tirā ġham

tere KHayal ke pahlu se uTh ke jab dekha

mahak raha tha zamane mein chaar-su tera gham

zindagī rāhateñ miltī nahīñ miltī nahīñ

zindagī zahr kar justujū meñ ghūmiye

zindagi ki rahaten milti nahin milti nahin

zindagi ka zahr pi kar justuju mein ghumiye

BOOKS 3

 

Image Shayari 2

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
bane ye zahr hii vaj.h-e-shifaa jo tuu chaahe

Majeed Amjad

har vaqt fikr-e-marg-e-Gariibaana chaahiye

Majeed Amjad

jin lafzo.n me.n

jin lafzo.n me.n hamaare dilo.n kii bai.ate.n hai.n kyaa sirf vo lafz hamaare kuchh bhii na karne Majeed Amjad

aur ab ye kahtaa huu.n ye jurm to ravaa rakhtaa

Majeed Amjad

bane ye zahr hii vaj.h-e-shifaa jo tuu chaahe

Majeed Amjad

Audios 16

aur ab ye kahtaa huu.n ye jurm to ravaa rakhtaa

ba.Dhii jo had se to saare tilism to.D ga.ii

dil ne ek ek dukh sahaa tanhaa

Recitation

RELATED contributors

More contributors From "Punjab"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now