Parveen Fana Syed
Ghazal 27
Nazm 6
Sher-o-Shayari 4
merī āñkhoñ meñ utarne vaale
Duub jaanā tirī aadat to nahīñ
meri aankhon mein utarne wale
Dub jaana teri aadat to nahin
-
Share this
- See Ghazal
terī pahchān ke lākhoñ andāz
sar jhukānā hī ibādat to nahīñ
teri pahchan ke lakhon andaz
sar jhukana hi ibaadat to nahin
-
Share this
- See Ghazal
khul ke ro luuñ to zarā jī sambhle
muskurānā hī masarrat to nahīñ
khul ke ro lun to zara ji sambhle
muskurana hi masarrat to nahin
-
Share this
- See Ghazal
har samt sukūt boltā hai
ye kaun se jurm kī sazā hai
TRANSLATION
Silence speaks in every direction,
Of which crime is this a punishment?
Sagar Akbarabadi
har samt sukut bolta hai
ye kaun se jurm ki saza hai
TRANSLATION
Silence speaks in every direction,
Of which crime is this a punishment?
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 2
dard kii raat ne ye rang bhii dikhlaa.e hai.n merii palko.n pe sitaare se utar aa.e hai.n dil ke viiraane me.n kis yaad kaa jho.nkaa guzraa kis ne is ret me.n ye phuul se mahkaa.e hai.n ham ne sochaa tirii aa.nkhe.n to uThe.n lab to hile.n is liye ham tirii mahfil se chale aa.e hai.n jin se insaan ke zaKHmo.n kaa mudaavaa na hu.aa aaj vo chaa.nd sitaaro.n kii KHabar laa.e hai.n chand sikko.n kii talab hasrat-e-bejaa to na thii phir bhii ham phaile hu.e haath se ghabraa.e hai.n