Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Alqama Shibli's Photo'

Alqama Shibli

1930 - 2019 | Kolkata, India

Well-known poet from Kolkata, wrote Ghazal, Nazm, and Rubai; published several collections of poetry for children, also edited several literary journals

Well-known poet from Kolkata, wrote Ghazal, Nazm, and Rubai; published several collections of poetry for children, also edited several literary journals

Sher of Alqama Shibli

gum rahoge kab tak apnī zaat meñ

zindagī se bhī kabhī āñkheñ milāo

gum rahoge kab tak apni zat hi mein

zindagi se bhi kabhi aankhen milao

ye kyā ki faqat apnī tasvīr banāo

ai naqsh-garo vus.at-e-fan kuchh to dikhāo

ye kya ki faqat apni hi taswir banao

ai naqsh-garo wusat-e-fan kuchh to dikhao

kyuuñ laġhzish-e-pā merī malāmat hadaf hai

jiine salīqa mujhe baḳhshā hai isī ne

kyun laghzish-e-pa meri malamat ka hadaf hai

jine ka saliqa mujhe baKHsha hai isi ne

us manzil-e-hayāt meñ ab gāmzan hai dil

'shiblī'! jahāñ kisī bhī āvāz-e-pā nahīñ

us manzil-e-hayat mein ab gamzan hai dil

'shibli'! jahan kisi ki bhi aawaz-e-pa nahin

Recitation

Speak Now