Ameer Qazalbash
Ghazal 44
Sher-o-Shayari 41
ab sipar DhūñD koī apne liye
tiir kam rah ga.e kamānoñ meñ
ab sipar DhunD koi apne liye
tir kam rah gae kamanon mein
-
Share this
- See Ghazal
apne hamrāh ḳhud chalā karnā
kaun aa.egā mat rukā karnā
apne hamrah KHud chala karna
kaun aaega mat ruka karna
-
Share this
- See Ghazal
ḳhālī haath nikal ghar se
zād-e-safar hushyārī rakh
KHali hath nikal ghar se
zad-e-safar hushyari rakh
-
Share this
- See Ghazal
mujh se bach bach ke chalī hai duniyā
mere nazdīk ḳhudā ho jaise
mujh se bach bach ke chali hai duniya
mere nazdik KHuda ho jaise
-
Share this
- See Ghazal
BOOKS 7
Image Shayari 4
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaa isii siyaah samundar se nuur niklegaa giraa diyaa hai to saahil pe intizaar na kar agar vo Duub gayaa hai to duur niklegaa usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa yaqii.n na aa.e to ik baat puuchh kar dekho jo ha.ns rahaa hai vo zaKHmo.n se chuur niklegaa us aastiin se ashko.n ko pochhne vaale us aastiin se KHanjar zaruur niklegaa