Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Amjad Islam Amjad's Photo'

Amjad Islam Amjad

1944 - 2023 | Lahore, Pakistan

Pakistani poet famous for TV Serials written by him.

Pakistani poet famous for TV Serials written by him.

Amjad Islam Amjad

Ghazal 62

Nazm 39

Sher-o-Shayari 64

baat to kuchh bhī nahīñ thiiñ lekin us ek dam

haath ko hoñToñ pe rakh kar roknā achchhā lagā

baat to kuchh bhi nahin thin lekin us ka ek dam

hath ko honTon pe rakh kar rokna achchha laga

itne ḳhadshe nahīñ haiñ rastoñ meñ

jis qadar ḳhvāhish-e-safar meñ haiñ

itne KHadshe nahin hain raston mein

jis qadar KHwahish-e-safar mein hain

kahāñ aa ke rukne the rāste kahāñ moḌ thā use bhuul

vo jo mil gayā use yaad rakh jo nahīñ milā use bhuul

kahan aa ke rukne the raste kahan moD tha use bhul ja

wo jo mil gaya use yaad rakh jo nahin mila use bhul ja

savāl ye hai ki aapas meñ ham mileñ kaise

hamesha saath to chalte haiñ do kināre bhī

sawal ye hai ki aapas mein hum milen kaise

hamesha sath to chalte hain do kinare bhi

shabnamī āñkhoñ ke jugnū kāñpte hoñToñ ke phuul

ek lamha thā jo 'amjad' aaj tak guzrā nahīñ

shabnami aankhon ke jugnu kanpte honTon ke phul

ek lamha tha jo 'amjad' aaj tak guzra nahin

Qita 3

 

BOOKS 40

Videos 19

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Amjad Islam Amjad

Amjad Islam Amjad

Amjad Islam Amjad

Afsoon-e-intezar-e-tamanna hai aur kya

Amjad Islam Amjad is an Urdu Poet, Drama writer and lyricist from Pakistan. He has received many awards for his literary work and screenplay for TV, including pride of performance and Sitara-e-Imtiaz. Amjad Islam Amjad reciting his ghazal/nazm ar Rekhta Studio Amjad Islam Amjad

Nazm " Ham log na the aise"

Amjad Islam Amjad

Ojhal sahi nigaah se dooba nahi hu main

Amjad Islam Amjad is an Urdu Poet, Drama writer and lyricist from Pakistan. He has received many awards for his literary work and screenplay for TV, including pride of performance and Sitara-e-Imtiaz. Amjad Islam Amjad reciting his ghazal/nazm ar Rekhta Studio Amjad Islam Amjad

Tumhe Mujhse mohabbat hai

Amjad Islam Amjad is an Urdu Poet, Drama writer and lyricist from Pakistan. He has received many awards for his literary work and screenplay for TV, including pride of performance and Sitara-e-Imtiaz. Amjad Islam Amjad reciting his ghazal/nazm ar Rekhta Studio. Amjad Islam Amjad

Zara si baat

Amjad Islam Amjad is an Urdu Poet, Drama writer and lyricist from Pakistan. He has received many awards for his literary work and screenplay for TV, including pride of performance and Sitara-e-Imtiaz. Amjad Islam Amjad reciting his ghazal/nazm ar Rekhta Studio Amjad Islam Amjad

dil ke dariyaa ko kisii roz utar jaanaa hai

Amjad Islam Amjad

jaise mai.n dekhtaa huu.n log nahii.n dekhte hai.n

Amjad Islam Amjad

kaha aa ke rukhne the raaste kaha mod the use bhool ja

Amjad Islam Amjad

mohabbat kii ek nazm

mohabbat kii ek nazm Amjad Islam Amjad

self made logo.n kaa alamiya

self made logo.n kaa alamiya Amjad Islam Amjad

zaraa sii baat

zindagii ke maile me.n KHvaahisho.n ke rele me.n Amjad Islam Amjad

zaraa sii baat

zindagii ke maile me.n KHvaahisho.n ke rele me.n Amjad Islam Amjad

Audios 13

aa.iino.n me.n aks na ho.n to hairat rahtii hai

AMJAD ISLAM AMJAD - KAHAN AAKE RUKNE THE RASTE

apne ghar kii khi.Dkii se mai.n aasmaan ko dekhuu.ngaa

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Lahore"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now