Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Asghar Gondvi's Photo'

Asghar Gondvi

1884 - 1936 | Gonda, India

One of leading pre-modern poets known for the mystic content of his poetry, close associate of Jigar Moradabadi

One of leading pre-modern poets known for the mystic content of his poetry, close associate of Jigar Moradabadi

Asghar Gondvi

Ghazal 38

Sher-o-Shayari 57

'asġhar' harīm-e-ishq meñ hastī jurm hai

rakhnā kabhī na paañv yahāñ sar liye hue

'asghar' harim-e-ishq mein hasti hi jurm hai

rakhna kabhi na panw yahan sar liye hue

chhuT jaa.e agar dāman-e-kaunain to kyā ġham

lekin na chhuTe haath se dāmān-e-mohammad

chhuT jae agar daman-e-kaunain to kya gham

lekin na chhuTe hath se daman-e-mohammad

  • Share this

ishvoñ hai na us nigah-e-fitna-zā hai

saarī ḳhatā mire dil-e-shorish-adā hai

ishwon ki hai na us nigah-e-fitna-za ki hai

sari KHata mere dil-e-shorish-ada ki hai

  • Share this

qahr hai thoḌī bhī ġhaflat tarīq-e-ishq meñ

aañkh jhapkī qais aur sāmne mahmil na thā

qahr hai thoDi si bhi ghaflat tariq-e-ishq mein

aankh jhapki qais ki aur samne mahmil na tha

sau baar tirā dāman hāthoñ meñ mire aayā

jab aañkh khulī dekhā apnā garebāñ thā

sau bar tera daman hathon mein mere aaya

jab aankh khuli dekha apna hi gareban tha

  • Share this

BOOKS 48

Videos 3

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
masti me farogh e rukh e jaan nahi dekha

Abida Parveen

masti me farogh e rukh e jaan nahi dekha

Asghar Gondvi

masti me farogh e rukh e jaan nahi dekha

Asghar Gondvi

masti me farogh e rukh e jaan nahi dekha

Deveshi Sahgal

nazar wo hai jo is kaun o makan ke paar ho jaye

Asghar Gondvi

nazar wo hai jo is kaun o makan ke paar ho jaye

Jagjit Singh

Audios 21

aalaam-e-rozgaar ko aasaa.n banaa diyaa

aashob-e-husn kii bhii ko.ii daastaa.n rahe

ek aisii bhii tajallii aaj mai-KHaane me.n hai

Recitation

RELATED Poets

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now