Sher of Ashok Sawhny
tirī sūrat se hasīñ aur bhī mil jā.eñge
jis meñ sīrat bhī tirī ho vo kahāñ se lā.ūñ
teri surat se hasin aur bhi mil jaenge
jis mein sirat bhi teri ho wo kahan se laun
zamāne ne lagā.īñ mujh pe lākhoñ bandisheñ lekin
sar-e-mahfil mirī nazroñ ne tum se guftugū kar lī
zamane ne lagain mujh pe lakhon bandishen lekin
sar-e-mahfil meri nazron ne tum se guftugu kar li