aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1952 | Delhi, India
One of the most prominent faces of post-modern Urdu poetry
miTTii kii ye diivaar kahii.n TuuT na jaa.e
ilaaj apnaa karaate phir rahe ho jaane kis kis se
use KHabar thii ki ham visaal aur hijr ik saath chaahte hai.n
jo ishq chaahtaa hai vo honaa nahii.n hai aaj
ab dil kii taraf dard kii yalGaar bahut hai
chaa.nd bhii hairaan dariyaa bhii pareshaanii me.n hai
andar ke haadso.n pe kisii kii nazar nahii.n
vo chaa.nd kah ke gayaa thaa ki aaj niklegaa
ek bose ke bhii nasiib na ho.n
eid KHushiyo.n kaa din sahii lekin
raah kii kuchh to rukaavaT yaar kam kar diijiye
kis kii hai ye tasviir jo bantii nahii.n mujh se
ek raat vo gayaa thaa jahaa.n baat rok ke
hu.ii ik KHvaab se shaadii mirii tanhaa.ii kii
kisii kalii kisii gul me.n kisii chaman me.n nahii.n
kabhii is raushnii kii qaid se baahar bhii niklo tum
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books