Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ghazanfar's Photo'

Ghazanfar

1953 | Aligarh, India

Poet, critic, and fiction writer, known for his writings on sensitive social issues

Poet, critic, and fiction writer, known for his writings on sensitive social issues

Ghazanfar

Short story 21

Khaka 1

 

Sher-o-Shayari 13

hamāre haath se vo bhī nikal gayā āḳhir

ki jis ḳhayāl meñ ham muddatoñ se kho.e the

hamare hath se wo bhi nikal gaya aaKHir

ki jis KHayal mein hum muddaton se khoe the

rafta rafta āñkhoñ ko hairānī de kar jā.egā

ḳhvāboñ ye shauq hameñ vīrānī de kar jā.egā

rafta rafta aankhon ko hairani de kar jaega

KHwabon ka ye shauq hamein virani de kar jaega

har ek raat kahīñ duur bhaag jaatā huuñ

har ek sub.h koī mujh ko khīñch laatā hai

har ek raat kahin dur bhag jata hun

har ek subh koi mujh ko khinch lata hai

bach ke duniyā se ghar chale aa.e

ghar se bachne magar kidhar jaa.eñ

bach ke duniya se ghar chale aae

ghar se bachne magar kidhar jaen

daftar meñ zehn ghar pe nigah rāste meñ paañv

jiine kāvishoñ meñ badan haath se gayā

daftar mein zehn ghar pe nigah raste mein panw

jine ki kawishon mein badan hath se gaya

Ghazal 14

Nazm 16

BOOKS 47

Image Shayari 1

 

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Ghazanfar

hijrat

vo aaGosh jis me.n pale Ghazanfar

kabhii to muu.nd le.n aa.nKHe.n kabhii nazar khole.n

Ghazanfar

mahaa-bhaarat

bin-laaden Ghazanfar

na.e aadmii kaa confession

kabhii ye bhii KHvaahish pareshaan kartii hai mujh ko Ghazanfar

saamaan-e-aish saaraa hame.n yuu.n tuu de gayaa

Ghazanfar

yaqiin jaaniye is me.n ko.ii karaamat hai

Ghazanfar

ye tamannaa nahii.n ki mar jaa.e.n

Ghazanfar

More Poets From "Aligarh"

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now