Gulnar Aafreen
Ghazal 13
Nazm 3
Sher-o-Shayari 20
kin shahīdoñ ke lahū ke ye farozāñ haiñ charāġh
raushnī sī jo hai zindāñ ke har ik rauzan meñ
kin shahidon ke lahu ke ye farozan hain charagh
raushni si jo hai zindan ke har ek rauzan mein
-
Share this
- See Ghazal
ek parchhā.īñ tasavvur kī mire saath rahe
maiñ tujhe bhūlūñ magar yaad mujhe tū aa.e
ek parchhain tasawwur ki mere sath rahe
main tujhe bhulun magar yaad mujhe tu aae
-
Share this
- See Ghazal
safar kā rañg hasīñ qurbatoñ kā hāmil ho
bahār ban ke koī ab to ham-safar aa.e
safar ka rang hasin qurbaton ka hamil ho
bahaar ban ke koi ab to ham-safar aae
-
Share this
- See Ghazal
'gulnār' maslahat kī zabāñ meñ na baat kar
vo zahr pī ke dekh jo sachchā.iyoñ meñ hai
'gulnar' maslahat ki zaban mein na baat kar
wo zahr pi ke dekh jo sachchaiyon mein hai
-
Share this
- See Ghazal
BOOKS 5
Videos 5
This video is playing from YouTube
Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Gulnar Aafreen is a Pakistani Urdu Language Poet. She writes Ghazal and Nazm. Naina reciting her Ghazal & Nazm for Rekhta.org. Gulnar Aafreen

Gulnar Aafreen is a Pakistani Urdu Language Poet. She writes Ghazal and Nazm. Naina reciting her Ghazal & Nazm for Rekhta.org. Gulnar Aafreen
