aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1866 - 1946 | Hyderabad, India
One of the most popular post-classical poets and disciple of Ameer Minai and succeeded Dagh as court poet of Hyderabad.
baat ulTii vo samajhte hai.n jo kuchh kahtaa huu.n
jab mai.n chaluu.n to saaya bhii apnaa na saath de
ham tum mile na the to judaa.ii kaa thaa malaal
hotii kahaa.n hai dil se judaa dil kii aarzuu
tujh se sau baar mil chuke lekin
aap pahluu me.n jo baiThe.n to sambhal kar baiThe.n
baat saaqii kii na Taalii jaa.egii
dil kabhii laakh KHushaamad pe bhii raazii na hu.aa
vo dil le ke KHush hai.n mujhe ye KHushii hai
chhurii kaa tiir kaa talvaar kaa to ghaa.o bharaa
aa.nkh rahzan nahii.n to phir kyaa hai
KHush hu.aa aisaa ki mai.n aape se baahar ho gayaa
zindagii kyaa jo basar ho chain se
kyaa milaa tum ko mire ishq kaa charchaa kar ke
mohabbat rang de jaatii hai jab dil dil se miltaa hai
ye jo sar niiche kiye baiThe hai.n
bikhrii hu.ii vo zulf ishaaro.n me.n kah ga.ii
roz vo KHvaab me.n aate hai.n gale milne ko
yaa kabhii aashiqii kaa khel na khel
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books