noImage

Kaifi Bilgrami

Kaifi Bilgrami

Sher-o-Shayari 4

ik ik qadam pe rakkhī hai yuuñ zindagī laaj

ġham bhī ehtirām kiyā hai ḳhushī ke saath

ek ek qadam pe rakkhi hai yun zindagi ki laj

gham ka bhi ehtiram kiya hai KHushi ke sath

  • Share this

mujhe chāk-e-garebāñ par hañsī aa.ī to hai lekin

mire hañsne pe un aañkh bharī aa.ī to kyā hogā

mujhe chaak-e-gareban par hansi aai to hai lekin

mere hansne pe un ki aankh bhari aai to kya hoga

  • Share this

har qadam par rah-e-mohabbat meñ

zindagī savāl aatā hai

har qadam par rah-e-mohabbat mein

zindagi ka sawal aata hai

  • Share this

ham ne irāda tark-e-tamannā jab kiyā

terā ḳhayāl ai dil-e-nākām aa gayā

hum ne irada tark-e-tamanna ka jab kiya

tera KHayal ai dil-e-nakaam aa gaya

  • Share this

BOOKS 1

 

Recitation

aah ko chahiye ek umr asar hote tak SHAMSUR RAHMAN FARUQI

Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

GET YOUR FREE PASS
Speak Now