Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub

1884 - 1944

Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub

Ghazal 10

Sher-o-Shayari 5

har tamannā dil se ruḳhsat ho ga.ī

ab to aa ab to ḳhalvat ho ga.ī

har tamanna dil se ruKHsat ho gai

ab to aa ja ab to KHalwat ho gai

jism be-his be-shikan bistar rahā

maiñ na.e andāz se muztar rahā

TRANSLATION

A senseless body and a creaseless bed,

In a strange way I remained distressed.

Sagar Akbarabadi

jism be-his be-shikan bistar raha

main nae andaz se muztar raha

TRANSLATION

A senseless body and a creaseless bed,

In a strange way I remained distressed.

Sagar Akbarabadi

adā se dekh lete haiñ maiñ jab jaane ko kahtā huuñ

phir us par kahte haiñ ham kab tumheñ majbūr karte haiñ

ada se dekh lete hain main jab jaane ko kahta hun

phir us par kahte hain hum kab tumhein majbur karte hain

  • Share this

jo maiñ din-rāt yuuñ gardan jhukā.e baiThā rahtā huuñ

tirī tasvīr dil meñ khiñchī mā'lūm hotī hai

jo main din-raat yun gardan jhukae baiTha rahta hun

teri taswir si dil mein khinchi ma'lum hoti hai

  • Share this

tasavvur meñ vo baar baar aa rahe haiñ

jhalak apnī parde se dikhlā rahe haiñ

tasawwur mein wo bar bar aa rahe hain

jhalak apni parde se dikhla rahe hain

  • Share this

BOOKS 15

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now