Mahshar Badayuni
Ghazal 58
Nazm 6
Sher-o-Shayari 7
ab havā.eñ hī kareñgī raushnī kā faisla
jis diye meñ jaan hogī vo diyā rah jā.egā
the winds will now decide what happens to the light
those lamps that have the strength, will survive the night
ab hawaen hi karengi raushni ka faisla
jis diye mein jaan hogi wo diya rah jaega
the winds will now decide what happens to the light
those lamps that have the strength, will survive the night
-
Share this
- Translation
- See Ghazal
jis ke liye bachcha royā thā aur poñchhe the aañsū baabā ne
vo bachcha ab bhī zinda hai vo mahñgā khilaunā TuuT gayā
jis ke liye bachcha roya tha aur ponchhe the aansu baba ne
wo bachcha ab bhi zinda hai wo mahnga khilauna TuT gaya
-
Share this
- See Ghazal
kare dariyā na pul mismār mere
abhī kuchh log haiñ us paar mere
TRANSLATION
May not my bridges be destroyed by the oceans,
Still on the other side there are my few relations.
Sagar Akbarabadi
kare dariya na pul mismar mere
abhi kuchh log hain us par mere
TRANSLATION
May not my bridges be destroyed by the oceans,
Still on the other side there are my few relations.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 1
use ham bhii bhuul baiThe na kar us kaa zikr tuu bhii ko.ii chaak agar ho zaahir to kare.n use rafuu bhii chalo chal ke puuchh aa.e.n ki KHizaa.n kii is galii me.n kabhii aa chukaa ho shaayad ko.ii sail-e-ra.ng-o-buu bhii u.Dii tishnagii ke kuuche me.n vo gard ik taraf se ham uThaa sake na taaqo.n se gire hu.e subuu bhii abhii kaise bhuul jaa.uu.n mai.n ye vaaqi.a safar me.n abhii gard-e-raftagaa.n bhii hai jagah jagah lahuu bhii is iram iram zamii.n par ki bahaar uma.nD rahii hai ko.ii phuul agar khilaa de mirii be-numuu bhii tirii anjuman kii raunaq me.n na farq aa.egaa kuchh hame.n chup biThaane vaale kabhii ham se guftuguu bhii mere KHaal-o-KHad ko suurat kaa faroG dene vaalo kisii naqsh me.n dikhaa.o miraa zaKHm-e-sholaa-ruu bhii