Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mahtab Zafar

1931 - 1992 | Karachi, Pakistan

Sher of Mahtab Zafar

zabāñ zabāñ pe shor thā ki raat ḳhatm ho ga.ī

yahāñ sahar aas meñ hayāt ḳhatm ho ga.ī

zaban zaban pe shor tha ki raat KHatm ho gai

yahan sahar ki aas mein hayat KHatm ho gai

ek rasm-e-sarfaroshī thī so ruḳhsat ho ga.ī

yuuñ to dīvāne hamāre ba.ad bhī aa.e bahut

ek rasm-e-sarfaroshi thi so ruKHsat ho gai

yun to diwane hamare baad bhi aae bahut

jin hasrat meñ dil-e-rusvā ne ġham khaa.e bahut

sañg ham par in darīchoñ ne barsā.e bahut

jin ki hasrat mein dil-e-ruswa ne gham khae bahut

sang hum par in darichon ne hi barsae bahut

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now