Sher of Majnoon Gorakhpuri
jab se aayā hai vo mukhḌā nazar ā.īne ko
tab se apnī bhī nahīñ hai ḳhabar ā.īne ko
jab se aaya hai wo mukhDa nazar aaine ko
tab se apni bhi nahin hai KHabar aaine ko
hinā.ī haath se āñchal sambhāle
ye sharmātā huā kaun aa rahā hai
hinai hath se aanchal sambhaale
ye sharmata hua kaun aa raha hai
āzādī kī dhūmeñ haiñ shohre haiñ taraqqī ke
har gaam hai paspā.ī har vaz.a ġhulāmāna
aazadi ki dhumen hain shohre hain taraqqi ke
har gam hai paspai har waza ghulamana