Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mohsin Kakorvi's Photo'

Mohsin Kakorvi

1825 - 1905

Sher of Mohsin Kakorvi

dāman se vo poñchhtā hai aañsū

rone kuchh aaj mazā hai

daman se wo ponchhta hai aansu

rone ka kuchh aaj hi maza hai

dekhiye hogā shrī-krishn darshan kyūñ-kar

sīna-e-tañg meñ dil gopiyoñ hai bekal

dekhiye hoga shri-krishn ka darshan kyun-kar

sina-e-tang mein dil gopiyon ka hai bekal

sunā hai mohtasib bhī taak meñ hai duḳhtar-e-raz

ilāhī rakh le hurmat sharāb-e-arġhavānī

suna hai mohtasib bhi tak mein hai duKHtar-e-raz ki

ilahi rakh le tu hurmat sharab-e-arghawani ki

rākhiyāñ le ke silonoñ barahman nikleñ

taar bārish to TuuTe koī saa.at koī pal

rakhiyan le ke silonon ki barahman niklen

tar barish ka to TuTe koi saat koi pal

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now