Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Naseem Nikhat's Photo'

Naseem Nikhat

1958 - 2023 | Lucknow, India

Naseem Nikhat

Ghazal 17

Sher-o-Shayari 4

apne chehre ko badalnā to bahut mushkil hai

dil bahal jā.egā ā.īna badal kar dekho

apne chehre ko badalna to bahut mushkil hai

dil bahal jaega aaina badal kar dekho

banjāre haiñ rishtoñ tijārat nahīñ karte

ham log dikhāve mohabbat nahīñ karte

banjare hain rishton ki tijarat nahin karte

hum log dikhawe ki mohabbat nahin karte

maanā ki maiñ hazār fasīloñ meñ qaid huuñ

lekin kabhī ḳhulūs se mujh ko bulā ke dekh

mana ki main hazar fasilon mein qaid hun

lekin kabhi KHulus se mujh ko bula ke dekh

mujh ko ye dar-ba-darī ne baḳhshī hai magar

jab chalī ghar se to maiñ naam tirā le ke chalī

mujh ko ye dar-ba-dari tu ne hi baKHshi hai magar

jab chali ghar se to main nam tera le ke chali

BOOKS 5

 

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now