aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Nashir Naqvi's Photo'

Nashir Naqvi

1956 | Patiala, India

Nashir Naqvi

Ghazal 24

Nazm 7

Sher-o-Shayari 4

safar ḳhātma hotā nahīñ kahīñ apnā

har ik paḌāv se ik ibtidā nikaltī hai

safar ka KHatma hota nahin kahin apna

har ek paDaw se ek ibtida nikalti hai

  • Share this

jaane kab kaun se lamhe meñ zarūrat paḌ jaa.e

tum hamāre liye pahle se duā kar rakhnā

jaane kab kaun se lamhe mein zarurat paD jae

tum hamare liye pahle se dua kar rakhna

  • Share this

us ke karam ek sahārā jo mil gayā

phir umr bhar kisī zarūrat nahīñ huī

us ke karam ka ek sahaara jo mil gaya

phir umr bhar kisi ki zarurat nahin hui

  • Share this

vafā raah meñ dil sipās rakh dūñgā

maiñ har nadī ke kināre pe pyaas rakh dūñgā

wafa ki rah mein dil ka sipas rakh dunga

main har nadi ke kinare pe pyas rakh dunga

BOOKS 35

More Poets From "Patiala"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now