Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Partav Rohila's Photo'

Partav Rohila

1932 - 2016 | Khyber Pakhtunkhwa, Pakistan

Poet, Researcher and Translator/Known for Urdu translation of Ghalib’s Persian letters.

Poet, Researcher and Translator/Known for Urdu translation of Ghalib’s Persian letters.

Dohe of Partav Rohila

sājan tum to aap bhūle apne priit ke bol

ab maiñ kis ke dvāre jā.ūñ le chāhat kashkol

sajan tum to aap hi bhule apne prit ke bol

ab main kis ke dware jaun le chahat kashkol

aañkh se ojhal ho aur TuuTe parbat jaisī priit

muñh dekhe yaarī 'partav' shīshe priit

aankh se ojhal ho aur TuTe parbat jaisi prit

munh dekhe ki yari 'partaw' shishe ki si prit

tere milan sukh na paayā piit huī janjāl

sājan mere man meñ dhaḌke birhā ghaḌiyāl

tere milan ka sukh na paya pit hui janjal

sajan mere man mein dhaDke birha ka ghaDiyal

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now