Sher of Saeed Shahidi
kaise sukūn pā.ūñ tujhe dekhne ke ba.ad
ab kyā ġhazal sunā.ūñ tujhe dekhne ke ba.ad
TRANSLATION
How do I attain contentment after seeing you,
Now how do I recite a ghazal, after seeing you.
Sagar Akbarabadi
kaise sukun paun tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad
TRANSLATION
How do I attain contentment after seeing you,
Now how do I recite a ghazal, after seeing you.
Sagar Akbarabadi
nasheman par nasheman is qadar tā'mīr kartā jā
ki girte girte bijlī aap ḳhud be-zār ho jaa.e
nasheman par nasheman is qadar ta'mir karta ja
ki girte girte bijli aap KHud be-zar ho jae
ḳhud aag de ke apne nasheman ko aap hī
bijlī se intiqām liyā hai kabhī kabhī
by setting fire to my nest with my very hand
I have avenged myself with lightning often time
KHud aag de ke apne nasheman ko aap hi
bijli se intiqam liya hai kabhi kabhi
by setting fire to my nest with my very hand
I have avenged myself with lightning often time
-
Tag : Intiqam
-
Share this
- Translation
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download