Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shahid Mahuli's Photo'

Shahid Mahuli

1943 | Delhi, India

Shahid Mahuli

Ghazal 18

Nazm 10

Sher-o-Shayari 3

rañg be-rañg huā Duub ga.iiñ āvāzeñ

ret ret hai ab laash uThā.ī jaa.e

rang be-rang hua Dub gain aawazen

ret hi ret hai ab lash uThai jae

  • Share this

phailā huā hai jism meñ tanhā.iyoñ zahr

rag rag meñ jaise saarī udāsī utar ga.ī

phaila hua hai jism mein tanhaiyon ka zahr

rag rag mein jaise sari udasi utar gai

  • Share this

ḳhuuñ sailāb thā jo sar se abhī guzrā hai

bām-o-dar ab bhī sisakte haiñ magar ghar chup haiñ

KHun ka sailab tha jo sar se abhi guzra hai

baam-o-dar ab bhi sisakte hain magar ghar chup hain

 

BOOKS 117

More Poets From "Delhi"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now