na yahī ki zauq-e-nazar mirā saf-e-gul-ruḳhāñ se guzar gayā
maiñ tirī talāsh meñ bār-hā mah-o-kahkashāñ se guzar gayā
na yahi ki zauq-e-nazar mera saf-e-gul-ruKHan se guzar gaya
main teri talash mein bar-ha mah-o-kahkashan se guzar gaya
Share this
kahīñ dām-e-sabza-e-gul milā kahīñ aarzū kā chaman khilā
tire husn ko ye ḳhabar bhī hai maiñ kahāñ kahāñ se guzar gayā
kahin dam-e-sabza-e-gul mila kahin aarzu ka chaman khila
tere husn ko ye KHabar bhi hai main kahan kahan se guzar gaya
Share this
BOOKS 1
Zaban e Hind Jild 2 Shumara 12
Shumara Number-012
1981
Recitation
join rekhta family!
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.