Sher of Sheikh Bimar Ali Bakhsh
kaun pursāñ hai hāl-e-bismil kā
ḳhalq muñh dekhtī hai qātil kā
kaun pursan hai haal-e-bismil ka
KHalq munh dekhti hai qatil ka
chashm-e-dilbar ne dil-e-zār kī dildārī kī
aah bīmār ne bīmār kī ġham-ḳhvārī kī
chashm-e-dilbar ne dil-e-zar ki dildari ki
aah bimar ne bimar ki gham-KHwari ki
dam na niklā yaar kī nā-mehrbānī dekh kar
saḳht hairāñ huuñ maiñ apnī saḳht-jānī dekh kar
TRANSLATION
I did not die, even after facing my beloved's unkindness,
Terribly astounded I am seeing my own heartlessness.
Sagar Akbarabadi
dam na nikla yar ki na-mehrbani dekh kar
saKHt hairan hun main apni saKHt-jaani dekh kar
TRANSLATION
I did not die, even after facing my beloved's unkindness,
Terribly astounded I am seeing my own heartlessness.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download