aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
tiir us kā jo kare dil ke nishāne ko ḳhatā
ḳhud uThā laatā huuñ marne kī tamannā dekho
tir us ka jo kare dil ke nishane ko KHata
KHud uTha lata hun marne ki tamanna dekho
jism ik roz mirā ḳhaak meñ pinhāñ hogā
kāsa-e-sar mirā sañg-e-rah-e-tiflāñ hogā
jism ek roz mera KHak mein pinhan hoga
kasa-e-sar mera sang-e-rah-e-tiflan hoga
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books