Sher of Subhan Asad
maiñ jāntā huuñ tirī ruuh kī talab jānāñ
tujhe badan kī taraf se nahīñ chū.ūñgā maiñ
main jaanta hun teri ruh ki talab jaanan
tujhe badan ki taraf se nahin chuunga main
hamārī miTTī se kyā banegā
bahut banā to ḳhudā banegā
hamari miTTi se kya banega
bahut bana to KHuda banega
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
maiñ ek Thahrā huā pal tū bahtā dariyā hai
tujhe milūñgā to phir TuuT kar milūñgā maiñ
main ek Thahra hua pal tu bahta dariya hai
tujhe milunga to phir TuT kar milunga main
ye ham jo but ho ke dekhte haiñ
yahī tumhārī adā banegā
ye hum jo but ho ke dekhte hain
yahi tumhaari ada banega
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download