Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Tafzeel Ahmad's Photo'

Tafzeel Ahmad

1954 | Motihari, India

Sher of Tafzeel Ahmad

furāt-e-chashm pe hai karbalā tuġhyānī

darūn-e-kūfa-e-dil iid karne aayā huuñ

furaat-e-chashm pe hai karbala ki tughyani

darun-e-kufa-e-dil id karne aaya hun

kyā shai hai khīñch letī hai shab ko sar-e-falak

phir sub.h joḌtī hai dobāra zamīn se

kya shai hai khinch leti hai shab ko sar-e-falak

phir subh joDti hai dobara zamin se

Recitation

Speak Now