Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Tahzeeb Hafi's Photo'

Tahzeeb Hafi

1988 | Taunsa Sharif, Pakistan

Immensely popular contemporary Pakistani poet.

Immensely popular contemporary Pakistani poet.

Tahzeeb Hafi

Ghazal 37

Nazm 8

Sher-o-Shayari 23

dāstāñ huuñ maiñ ik tavīl magar

jo sun le to muḳhtasar bhī huuñ

dastan hun main ek tawil magar

tu jo sun le to muKHtasar bhi hun

maiñ jañgaloñ taraf chal paḌā huuñ chhoḌ ke ghar

ye kyā ki ghar udāsī bhī saath ho ga.ī hai

main jangalon ki taraf chal paDa hun chhoD ke ghar

ye kya ki ghar ki udasi bhi sath ho gai hai

niiñd aisī ki raat kam paḌ jaa.e

ḳhvāb aisā ki muñh khulā rah jaa.e

nind aisi ki raat kam paD jae

KHwab aisa ki munh khula rah jae

tamām nāḳhudā sāhil se duur ho jaa.eñ

samundaroñ se akele meñ baat karnī hai

tamam naKHuda sahil se dur ho jaen

samundaron se akele mein baat karni hai

vo jis chhāñv meñ pachchīs saal guzre haiñ

vo peḌ mujh se koī baat kyuuñ nahīñ kartā

wo jis ki chhanw mein pachchis sal guzre hain

wo peD mujh se koi baat kyun nahin karta

Videos 5

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
At a Hyderabad mushaira

Tahzeeb Hafi

Reciting his own poetry

Tahzeeb Hafi

Sham e Ghazal Chowk Qureshi Muzaffargarh

Tahzeeb Hafi

ik tiraa hijr daa.imii hai mujhe

Tahzeeb Hafi

sahraa se aane vaalii havaa.o.n me.n ret hai

Tahzeeb Hafi

Audios 3

Parai aag pe roti nahin bnaunga - Tehzeeb Hafi

Tera chup rehna mere zahen mein kya beith gaya - Tehzeeb Hafi

Ye ek baat samjhne mein raat ho gai hai - Tehzeeb Hafi

Recitation

 

RELATED Poets

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now