Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Takmiil Rizvi Lakhnavi

1920 | Lucknow, India

Sher of Takmiil Rizvi Lakhnavi

duniyā hameñ fareb pe detī rahī fareb

ham dekhte rahe nigah-e-e'tibār se

duniya hamein fareb pe deti rahi fareb

hum dekhte rahe nigah-e-e'tibar se

hameñ bhī ġhuncha-o-gul se baḌī mohabbat thī

chaman meñ kaash hamārā bhī āshiyāñ hotā

hamein bhi ghuncha-o-gul se baDi mohabbat thi

chaman mein kash hamara bhi aashiyan hota

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now