hadaf jis kā faqat dil ho maiñ aise tiir ke qurbāñ
badan jis se na ghā.el ho maiñ us shamshīr ke qurbāñ
hadaf jis ka faqat dil ho main aise tir ke qurban
badan jis se na ghael ho main us shamshir ke qurban
Share this
shahr meñ apne ye lailā ne munādī kar dī
koī patthar se na maare mire dīvāne ko
shahr mein apne ye laila ne munadi kar di
koi patthar se na mare mere diwane ko
Share this
uḌ ke aayā hai lagan meñ tire jal jaane ko
shauq se phūñk de ai sham.a tū parvāne ko
uD ke aaya hai lagan mein tere jal jaane ko
shauq se phunk de ai shama tu parwane ko
Share this
BOOKS 2
Maqalat-e-Soofia
1893
Recitation
join rekhta family!
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.