aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Kanpur, India
shikast-e-sāġhar-e-dil kī sadā.eñ sun rahā huuñ maiñ
zarā pūchho to saaqī se ki paimānoñ pe kyā guzrī
shikast-e-saghar-e-dil ki sadaen sun raha hun main
zara puchho to saqi se ki paimanon pe kya guzri
ghaTā.eñ uudī uudī mai-kada bar-dosh-e-fasl-e-gul
na jaane laġhzish-e-tauba se īmanoñ pe kyā guzrī
ghaTaen udi udi mai-kada bar-dosh-e-fasl-e-gul
na jaane laghzish-e-tauba se imanon pe kya guzri
Intikhab-e-Kalam-e-Wahshi Kanpuri
1997
Suroor-e-Irfan
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books